ज़िन्दगी के इस सफर में
तुजे हमसफ़र पाना मेरी कुश नसीबी है
ऐसी ज़िन्दगी से मई कारु शिकायत
कैसे जिसने मुझे तेरा बनाया है जबसे
हैरान हूँ मैं खुदा मुझे पे इतना मेहरबान कैसे
जलन होने लग रही है अपनीही तक़दीर से
zindagi ke is safar mein
tujhe humsafar paana mere khush naseebi hai
aisi zindagi se mai shikayath karoon kaise
jisne mujhe tera banaya hai jabse
hairaan hun mai khooda mujhe pe ithna mehrbaan kaise
jalan hone lagthi hai mujhe apni hi taqdeer se
tujhe paakar zindagi haseen hosakthi hai jaana maine
aise karishme kar sakthe hai jathlaya unhone
aii khuda usse banake tere hone pe yakin dilaya mujhe
ab ye ehsaan barkaraar rakhna hoga mujh pe
zindagi ke is safar mein
tujhe humsafar paana mere khush naseebi hai
हमसफ़र